Facebook ki desktop site mobail me kaise chalaye (2 Tricks)



      Aaj facebook ka 12th birthday hai, isi moke par me aapko facebook ki ek behtarin trick batane ja raha hoo, or vo trick kai facebook ki desktop site mobail me kaise chalaye. Dosto is post ke baare me mujhe bahoot sawal bhi aaye the. Aapki kuch settings hoti hai jo sirf computer se hi hoti hai, ye post un logo ke liye bahoot jaroori jinke pass computer nahi hai. To aaj mene Facebook ki desktop site open karne ke liye 2 tricks ka istemal kiya hai or dono hi Facebook ki desktop site ko open karti hai.

First technique

Pahla tarika hai ki aap facebook.com par jakar logged in ho jao mobail site me.. phir usi browser se is link par jao.

Second technique

Mobail desktop ki limit


Agar aap Facebook.com par jate ho, or 1 st image wali site open hoti hai to aap Desktop site nahi chala sakte. Lekin agar aapki site 2 nd image ke jaisi open hoti hai to APL Desktop site open kar sakte hai. Aap niche di gayi image se samajh jayenge


Agar aapki dusri image jaisi site nahi open hoti to aap Chrome browser me m.facebook.com karke  open kare. ( "m" ka matlab mobail site )

Kaise open kare Desktop site


Step 1: Sabse pahle aap m.facebook.com par chale jaiye.

Step 2: Ab menu ke is button par click kare. Jaisa image me diya hai.



Step 3: sabse niche Desktop site par click
kare.

    Aapki desktop site open ho jayegi.


Final words:  Agar aapko koi sawal poochna hai ya koi pareshani aa rahi hai to comment jaroor kare..or is jankari ko share kare apne dosto ke saath...

SHARE THIS

Author:

Hello Dosto, Mera naam Ritik Kadole hai. "Hindi Me Tek" meri dusri website hai. Pahli website ke safal hone ke baad ab me is website par aapko Technology se judi har nayi jankari di jayegi. Is jamane me Taza khabre pata hona jaroori ho gaya hai isliye is site par har tek (technology) ki khabar rozana di Ja rahi hai. Asha hai ki humari ye Website bhi safal ho. Dhanywad ЁЯСН...

Previous Post
Next Post