Desktop sites ko mobile me kaise open kare. How to open desktop site in mobile

Desktop site mobail me kaise opan kare, Ye sawal har us blogger ke man me aata hai jo apna blog mobail se operate karta hai Mobail me hum bahoot saari websites ko open karte hai, jo mobail version me hoti hai matlab choti size me hoti hai or sites me jyada features uplabdh nahi hote hai. Jaise Facebook, jis par hame username badalne ke liye or YouTube video ka monetization karne ke liye desktop ko open karna hota hai. Har kisi ke pass desktop nahi hota hai or jiske pass nahi hota hai use cyber cafe ya kisi or ke computer se kaam karna padhta hai. Par aaj me aapko ek aisa tarika batane ja raha hoon jisse ki aap Desktop sites ko mobail me hi open karke apna kaam kar sakte hai, or jyada features ka laabh le sakte hai. Jaise Facebook, Google+, Twitter etc.
Desktop sites mobail me kaise opan kare. Hiw to open desktop sites in mobail.

               To aaiye jaan lete hai ki ye kaise hota hai Android mobail me. Sabse pahle aapke pass Chrome browser hona jaroori hai. Ye ek bahoot hi famous browser hai jo Google ka hi ek Product hai. Agar aapke pass ye nahi hai to aap yahan click karke Download kar sakte hai.

               Baatein bahoot ho gayi ab jaan lete hai ki ye kaise hota hai. Saari process ko vyavasthit karne ke liye me aapko step by step batata hoon.

Desktop Sites ko Andaroid Mobile me kaise opan kare.


Step 1: Sabse pahle aap Chrome browser ko open kare. Agar apake pass chrome browser nahi hai to yhaan se Download kare.

Ye bhi padhe-

Facebook ka Username kaise set kare...
Gaane par photo kaise apply kare...
Free SMS kaise kare...


Step 2:
Desktop site ko mobail me kaise opan kare. How to opan desktop sites in mobail. Sikhte raho


  1. Menu ke button par click karo.
  2. Request Desktop Site par tick [✔] karen ya mark karen.
Ye bhi padhe-

Link/URL ko chota kaise kare...
Facebook ki Desktop site Mobail me kaise opan kare (2 tricks)...
Data kaise bachaye Android me...

Step 3: Ab aap Back ka button dabaye or Kisi bhi site ki URL dale or opne kare.

      Bus ab aapki DESKTOP SITE open ho jayegi.

Par yaad rahe ki kisi-kisi site me Mobail Desktop Site ka option enable rahta hai or shayad vo open na ho.

Dosto aapko ye post kaisi lagi comment karke jaroor batayen o is unique post ko share bhi kare apne dost ke saath. Phir milenge agli post me tab tak Sikhte Raho 
dhanywaad...

Ye bhi padhe-

Facebook ka Username kaise set kare...
Gaane par photo kaise apply kare...
Free SMS kaise kare...


SHARE THIS

Author:

Hello Dosto, Mera naam Ritik Kadole hai. "Hindi Me Tek" meri dusri website hai. Pahli website ke safal hone ke baad ab me is website par aapko Technology se judi har nayi jankari di jayegi. Is jamane me Taza khabre pata hona jaroori ho gaya hai isliye is site par har tek (technology) ki khabar rozana di Ja rahi hai. Asha hai ki humari ye Website bhi safal ho. Dhanywad ЁЯСН...

Previous Post
Next Post
13 March 2017 at 03:25

Being new to the blogging world I feel like there is still so much to learn. Your tips helped to clarify a few things for me as well as giving..
Mobile App Development Company
Android app Development Company
ios app development Company
Mobile App Development Companies

Reply
avatar