PayPal par account kaise banaye paise kamane ke liye.

payple kya hai-

payple ek aisi website hai jo logo ke online payment sent or payment received ko support karti hai. ye poore 190 desho me chal rahi hai or ye website 1998 se chal rahi hai.isse hajaro,lakho,karoro log businesses ya personal reasons ke liye istemal karte hai.



agar aap online businesses karna chahte he to aapke liye ye bohot hi jaroori hai ye free me ban jata hai.ishi se aapke Bank me paise transfer hote hai.

PayPal   account   ke types-
1- personal account
 2- businesses ke liye account
 

                accha hoga ki aap persnol account hi choose kare kyunki ye free hai isme monthly charges nahi lagte hai.

Paypal  account  ke  liye kya-kya   chijhe   jaroori hoti  hai-
account banane se pahle hame ye jan lena chaiye ki iske liye kin chijo ki jaroorat hai....


1- E-mail (gmail) ID.
2- Mobail number.
 3- Debit/Credit card.
4- Bank ka account number
5- aapke area(sahar) ka pin coad (jo aap googal se nikal sakte ho)
6- Debit/credit kard ki expiry date (jo card par likhi hoti hai.)
7- aapka pan card.
                   

                  agar aapke pas ye sab hai ho aap account banane ke liye ready hai.to aaiye start karte hai account banana....
PayPal account kaise banate hai-

step1- aapko sabse pahle Paypal.com par jana hoga. phir sing up ki button par click kare.

step2- new page par ek form khulega usse poora bharna hoga jo simple hai.



















step3- agla page khulega jisme aapko image par diya coad box me dalna hoga dalne ke bad continue par click kare.




step4- ab aap apne Emails me cheak kare PayPal se Email aaya hoga usko khol kar confirm E-mail par click kare.




















step5- click karne ke bad page khulega jisme aapko apna password dalna hoga jo aapne form me dala tha.ab Login per click kare.






step6- new page khulega jisme aapko 2 security question diye hai us par click kare or unke answer de ye questions aapke account ki security ke liye hai.





Step7-agle page aapke paypalPayPal ka home page ka aakhri page hai.par abhi kam poora nahi hoa hai
Step-8 aapke pas confirm e mail wala e mail to hoga hi uske "complete some task" par click karoge to aapko 3 start ke button dikhenge us par click karte jaye or apni PayPal id ko update karte jaye. jaise pan card,bank account, ir aap ye account kis liye bana rahe hai.
sari details set karne ke bad aapka PayPal account taiyar hai online paise kamane ke liye.
ummid hai ki aapka PayPal account bankar taiyar hai
 agar koi pareshani aa rahi hogi to comment kare.agar aapko online paise kamane hai to is site ko yad rakhiye.hum aage bohot sare paise kamane ke tarike batayenge.

SHARE THIS

Author:

Hello Dosto, Mera naam Ritik Kadole hai. "Hindi Me Tek" meri dusri website hai. Pahli website ke safal hone ke baad ab me is website par aapko Technology se judi har nayi jankari di jayegi. Is jamane me Taza khabre pata hona jaroori ho gaya hai isliye is site par har tek (technology) ki khabar rozana di Ja rahi hai. Asha hai ki humari ye Website bhi safal ho. Dhanywad 👍...

Previous Post
First
7 December 2020 at 09:36

bhai mere bohut hi badhiya post likhi hai apne such me 1 number. aise hi hamare liye aur naye naye posts laate rahe.

HindiUrduInfo

HTML Kya Hai | HTML Full Form | Coding Seekhein

SEO Kya Hai | Website ko No 1 Page par Rank Kaise Kare

Reply
avatar