Android phone me Google account kaise jode

Hello Friends,pichle kuch dino kisi karan se website banad rahi. aaj me aapko bataoonga ki apne android Phone me naye google account ko kaise jodte hai.ye jaroori hai aaiye jante hai kyo.




Android phone me Google accounts kyo jode
ye aapke Google play store,YouTube,kisi website me sign in hone me madad karta hai.par aap ek android phone me jya accounts nahi jod sakte kyonki aisa karne se aapke account block ho sakte hai.to aaiye jante hai kese jode...

Android Phone me Google account kaise jode
step by step follow kariye
Step1
sabse pahle aap Settings me jaiye.

Step2
ab "+Add account" ke button par click karo.

Step3
Ab aapko "Google" par click karna hai.Yahan aap kisi bhi account ko jod sakte hai jaise whatsapp,twitter,Email etc. par yahan me aapko Google account ko jodne ke bare me bataoonga.

Step4
ab agar aapke pas pahle se ek account hai to aapko "Existing" par click karna padega.
or agar aapko ek naya account banana hai to aapko "New" par click karna padega.par abhi yahan par mene "Existing" par click kiya hai

Step5
ab aapko yahan par apna Gmail or password dalkar airo ke is button par click karna hai

Step6
bas ab aapko choose karna hai ki aapke phone me aap kis-kis chij ko jodna chahte hai (jaise- Browser,Calendar, Contacts, Gmail, Google photos) un sab par tick kar lijiye.

bas ab aapka account aapke Android phone se jud chooka hai .

        agar koi pareshani aa rahi ho to niche comment box me comments kijiye me aapki help jaroor karunga.

SHARE THIS

Author:

Hello Dosto, Mera naam Ritik Kadole hai. "Hindi Me Tek" meri dusri website hai. Pahli website ke safal hone ke baad ab me is website par aapko Technology se judi har nayi jankari di jayegi. Is jamane me Taza khabre pata hona jaroori ho gaya hai isliye is site par har tek (technology) ki khabar rozana di Ja rahi hai. Asha hai ki humari ye Website bhi safal ho. Dhanywad 👍...

Previous Post
Next Post
7 December 2020 at 09:39

bhai mere bohut hi badhiya post likhi hai apne such me 1 number. aise hi hamare liye aur naye naye posts laate rahe.

HindiUrduInfo

HTML Kya Hai | HTML Full Form | Coding Seekhein

SEO Kya Hai | Website ko No 1 Page par Rank Kaise Kare

Reply
avatar