आपको मैंने पहले ही मोबाईल से YouTube वीडियो को monetize करते समय सीखा दिया था था की कैसे डेस्कटॉप की वेबसाइट मोबाईल पर चलाते है। अगर आपने वो पोस्ट नहीं पढ़ी तो यहाँ क्लिक करके पढ़ लीजिये ।
Showing posts with label अकाउंट बनाये. Show all posts

Temporary E-mail ID kese banaye sirf 10 minutes ke liye
Ek bar me ek book download karne ke liye ek website par gaya tha waha pe meri E-mail ID kam nahi kar rahi thi par mene apni ek Nayi E-mail ID 10 minutes ke liye banai jisse me book download kar paya. Friends aaj me aapko bataoonga ki 10 minit ke liye apni E-mail ID kese banaye aur wo 10 minutes bad apne aap delete ho jata hai
. ise temporary (अल्पसमयकालीन)
E-mail id bhi kahte hai.
. ise temporary (अल्पसमयकालीन)
E-mail id bhi kahte hai.
Google Par Gmail Ya Email Account kaise banate hai hindi ne janiye. How to make Gmail account on Google.
Dosto aaj me aapko sikhaoonga ki kisi Google par Email ya Gmail Account kaise banaya jata hai. Dosto agar aap 21 century me rahte hai, or agar aapka Email ya gmail account nahi bana hai to aap internet ke bahoot saare moke kho denge aajkal sites par kaam karne ke liye sign up karna padhta hai or signup ke liye E mail account banana padhata hai. Agar aapka Email account abhi tak nahi bana hai to aap is post ko padhkar Gmail Account bana lijiye. Email ID ke bina aap internet par jyada features istmall nahi kar sakte.Email ID Google par aasani se ban jati hai. Aap to jaante hi hoge ki Internet par Google aaj sabse vadi company hai jiski renk # 1 hai.
Agar aap Google par E mail ID banate hai to aapki aapko kai Google ke features mil jayenge. Kyonki Gmail Google ka hi ek product hai is par apko 15 GB free online Space bhi milta hai.

PayPal par account kaise banaye paise kamane ke liye.
payple kya hai-
payple ek aisi website hai jo logo ke online payment sent or payment received ko support karti hai. ye poore 190 desho me chal rahi hai or ye website 1998 se chal rahi hai.isse hajaro,lakho,karoro log businesses ya personal reasons ke liye istemal karte hai.
agar aap online businesses karna chahte he to aapke liye ye bohot hi jaroori hai ye free me ban jata hai.ishi se aapke Bank me paise transfer hote hai.
PayPal account ke types-
1- personal account
2- businesses ke liye account
accha hoga ki aap persnol account hi choose kare kyunki ye free hai isme monthly charges nahi lagte hai.
Paypal account ke liye kya-kya chijhe jaroori hoti hai-
account banane se pahle hame ye jan lena chaiye ki iske liye kin chijo ki jaroorat hai....
1- E-mail (gmail) ID.
2- Mobail number.
3- Debit/Credit card.
4- Bank ka account number
5- aapke area(sahar) ka pin coad (jo aap googal se nikal sakte ho)
6- Debit/credit kard ki expiry date (jo card par likhi hoti hai.)
7- aapka pan card.
agar aapke pas ye sab hai ho aap account banane ke liye ready hai.to aaiye start karte hai account banana....
PayPal account kaise banate hai-
step1- aapko sabse pahle Paypal.com par jana hoga. phir sing up ki button par click kare.
step2- new page par ek form khulega usse poora bharna hoga jo simple hai.
step3- agla page khulega jisme aapko image par diya coad box me dalna hoga dalne ke bad continue par click kare.
step4- ab aap apne Emails me cheak kare PayPal se Email aaya hoga usko khol kar confirm E-mail par click kare.
step5- click karne ke bad page khulega jisme aapko apna password dalna hoga jo aapne form me dala tha.ab Login per click kare.
step6- new page khulega jisme aapko 2 security question diye hai us par click kare or unke answer de ye questions aapke account ki security ke liye hai.
Step7-agle page aapke paypalPayPal ka home page ka aakhri page hai.par abhi kam poora nahi hoa hai
Step-8 aapke pas confirm e mail wala e mail to hoga hi uske "complete some task" par click karoge to aapko 3 start ke button dikhenge us par click karte jaye or apni PayPal id ko update karte jaye. jaise pan card,bank account, ir aap ye account kis liye bana rahe hai.
sari details set karne ke bad aapka PayPal account taiyar hai online paise kamane ke liye.
ummid hai ki aapka PayPal account bankar taiyar hai
agar koi pareshani aa rahi hogi to comment kare.agar aapko online paise kamane hai to is site ko yad rakhiye.hum aage bohot sare paise kamane ke tarike batayenge.

Subscribe to:
Posts (Atom)