Free Website ya blog kaise banate hai mobile me hindi me janiye. How to make free website in mobile.

Hello my frainds, Free me Website ya blog kaise banate hai ye sawal aaj internet par bahoot famous hai. Free me website koi bhi bana sakta hai vo bhi badi hi aasani se Free me Website banana kam se kab 1 minute ka kaam hai. Free me website banane ke baad me aapko ise design karna sikhaoonga Google ne Ek product nikaala hai jiska naam Blogger hai. Aap is par Free me website badi hi aasani se bana sakte hai.
        Agar aap koi bussiness karte hai ya aapki koi shop hai to aap Free me website banakar online sale bhi kar sakte hai. Agar aap ek teacher hai ya aapke pass knowledge hai to aap Fred me website banakar logo ko bhi sikha sakte hai. Or kamal ki baat ye hai ki free me website banakar to aap online paise bhi kama sakte hai. To aaiye me aapko saral tarike se batata hoo ki website kaise banate hai.

Free Website ya blog kaise banate hai mobile me  hindi me janiye. How to make free website in mobile.

Free me Website banane ke liye kya kya chahiye.


1. Email account
2. Computer or Email account
3. aur meri Guidelines 😜

Free website kaise banaye.

step by step follow kijiye

Step1. Sabse pahle www.blogger.com पर जाओ । ab ek page open hoga jisme aapko apna Gnail account dalna hai. Agar aapko nahi pata gmail account kya hota hai to aap yahan se Gmail account banana sikhiye -  Gmail account kaise banaye janiye.

Free Website ya blog kaise banate hai mobile me  hindi me janiye. How to make free website in mobile.

Step2. Ab ek new page open hoga jisme aapko New Blog par click karna hai.

Free Website ya blog kaise banate hai mobile me  hindi me janiye. How to make free website in mobile.


Step3.

Free Website ya blog kaise banate hai mobile me  hindi me janiye. How to make free website in mobile.


1. Website ka title daale

2. Apne blog ka url ya address daale jaise mene dala sikhteraho.blogspot.com . Agar error aaye to koi dusra address dalo. Yaad rahe blogspot jaroor laga ho

3. Website ka template (डिज़ाइन) Salact kare

4. Create blog!   Par click kare

         Ye lijiye aapke ab free me website banana sikh liya hai. Ab aap kisi ko bhi free website banaba sikha sakte hai. Free me website banana to aapne sikh liya ab me aapko Is Free website ko Design karna sikhaoonga.

 Note-  dhyaan rahe ku website ke address ke aakhir me blogspot laga rahega isko hatane ka tarika me aapko baad me bataoonga. Jude rahiye hamare saath or Sikhte raho

SHARE THIS

Author:

Hello Dosto, Mera naam Ritik Kadole hai. "Hindi Me Tek" meri dusri website hai. Pahli website ke safal hone ke baad ab me is website par aapko Technology se judi har nayi jankari di jayegi. Is jamane me Taza khabre pata hona jaroori ho gaya hai isliye is site par har tek (technology) ki khabar rozana di Ja rahi hai. Asha hai ki humari ye Website bhi safal ho. Dhanywad 👍...

Previous Post
Next Post
14 September 2015 at 00:45

Agar koi pareshani aa rahi ho to bejhijhak comment kare

Reply
avatar
9 March 2016 at 01:02

गाने अपलोड करने कि वेब साइट् कैसे बनायेँ

Reply
avatar
15 March 2016 at 08:46

Jaisa ki mene is post me blogger par blog banane ke baare me bataya... vaise hi aap blogger par site banakar usi par ek coad dalkar music upload kar sakte ho me jald hi aapko iske baare me post ke madhyam se bataoonga...☺

Reply
avatar
15 March 2016 at 09:22

Jaisa ki mene is post me blogger par blog banane ke baare me bataya... vaise hi aap blogger par site banakar usi par ek coad dalkar music upload kar sakte ho me jald hi aapko iske baare me post ke madhyam se bataoonga...☺

Reply
avatar
3 November 2016 at 04:13

nice post sir
www.webinhindi.in

Reply
avatar
21 November 2016 at 00:12

a great article i love it.you are really doing very good job please keep it up.god bless you.

Reply
avatar
10 January 2017 at 21:54

Free Website, Free Classified Ads, Bussiness Directory, Yellow Pages, Free Astrology, Free Star Matching, Free Babynames, Find Needs in Tamilnadu, India Golog.in

Reply
avatar
13 March 2017 at 03:37

I wondered upon your blog and wanted to say that I have really enjoyed reading your blog posts. Any way I’ll be subscribing to your feed and I hope you post again soon.
Mobile App Development Company
Android app Development Company
ios app development Company
Mobile App Development Companies

Reply
avatar