GIF kya hai or kaise banaye android mobail me hindi me janiye. How to make GIF in Android mobile

Aaj me aapko GIF ke baare me batane ja raha hoo ki GIF kya hai or GIF Kaise banate hai Android mobail me.

GIF kya hai or kaise banaye android mobail me hindi me janiye. How to make GIF in Android mobile

GIF kya hai.

Sabse pahle GIF matlab Graphics Interchange Format ek aisi image hai jo video ki tarah dikhti hai . Par ye apne aap chalti hai or mene niche ek GIF upload ki hai. aap dekh sakte hai.



iska iatmaal kai website apne ads ko accha banane ke liye karti hai. Aage me aapko bataoonga ki kaise hum ise apni blog me laga sakte hai. Par Pahle me aapko ye bata du ki ise Android mobail me kaise banate hai. Aajkal Android hi bohot chal raha hai. Or Android A to Z kaam kar sakta hai . Aap saari desktop sites isme chala sakte hai . ab me aapko bataoonga ki kam bujut ne kaise Android phone kharidna chaiye. Aap niche diye gaye Download button dwara GIF me ko download kar sakte hai.

Baten bohot ho gayi chaliye ab jaante hai ki kaise GIF banate hai.

GIF kaise banate hai Android mobail me.


Step 1
Sabse pahle aapko GIF me App download karna he. Download karne ke liye [Yahan click kare]

Step 2 
ab app ko install karke open kar le.or mene niche GIF me ke saare features ke bare me bataya hai.....
GIF me App ke feature-
GIF kya hai or kaise banaye android mobail me hindi me janiye. How to make GIF in Android mobile

#1 Camera - agar aap iske Camera me jayenge to aapko ek photo khichne ka button niche aayega. Aap isko dabayenge to 1,2,3,4,5.... nomber badhte jayenge matlab ki ye bohot saare bhoto GIF ke liye ikhatta kar raha hai aap phir se us button ko dabaye to capture band ho jayega. ab GIF aapke saamne hogi. AB me aapko bata du ki aap ko isme or kya kya milta hai.

       Adjust- ke andar bhi teen chij aati hai. Brightness, Contrast, or Gamma, in teeno ko aap adjust kar sakte hai.
       Add photo- isme aap kai photo or videos jod sakte hai.
       Speed- aap iski speed badha or ghata sakte hai.
        Text- isme aap alag alag tarah ke fonts or colors ko laga sakte hai.
       Sticker- aap isme alag alag tarah ke sticker bhi jod sakte hai.
        Frame- jaise aap photo me frame lagate hai aap isme bhi frame laga sakte hai.
       Effacts- sabse niche isme bahoot sare effects bhi de rakhe hai. Aap koi bhi choon sakte hai.
# 2 Import - aap isme bahoot sare photo ko bhi laga kar GIF bana sakte hai.

# 3 Video - aap isme koi video bhi daal kar uski GIF bana sakte hai. To aaiye me aapko video ke bhi features bata du...

      1. Aap isse video ko kaat sakte hai.
      2. Isse aap per second me kitne frame aayenge ye choon sakte hai
      3. Isse aap GIF ki quality ko kam jyada kar sakte hai. agar aap ise sabse kam rahne dete hai to aapki GIF ki quality acchi hogi.
       4. Saari settings hone ke baad aap Create ke button par click kar de. Or thodi processing hone ke baad aapki GIF aapki gallery me chali jayegi.

# 4 Album- aap isme apni gallery ki saari GIF dekh sakte hai.

     Agar ye post acchi lagi to ise share jaroor karna. Koi sawal ho to comment kare. Hamari dusri posts bhi padho or Sikhte Raho Milte hai agli post me.
      Dhanywad.....ЁЯШКЁЯСН

SHARE THIS

Author:

Hello Dosto, Mera naam Ritik Kadole hai. "Hindi Me Tek" meri dusri website hai. Pahli website ke safal hone ke baad ab me is website par aapko Technology se judi har nayi jankari di jayegi. Is jamane me Taza khabre pata hona jaroori ho gaya hai isliye is site par har tek (technology) ki khabar rozana di Ja rahi hai. Asha hai ki humari ye Website bhi safal ho. Dhanywad ЁЯСН...

Previous Post
Next Post
13 March 2017 at 02:12

Bhot hi accha jankari share kiya hai aapne nice post bro

Reply
avatar