Frainds aaj me aapko free SMS service ke bare me bataoonga ki aap kisi bhi number par free me SMS kaise kar sakte hai. Free sms karne ke liye aapke pass internet hona jaroori. Agar aap bharat me kisi ko message karte hai to ₹1 se ₹3.5 tak lag jate hai. Par aaj ye sab badal gaya hai aap kisi ko bhi Free me SMS ya message kar sakte hai. Me aako Free SMS ek site ke dwara karna sikhaoonga. Me chahta hoon aap bhi Free Sms ya message ki is trick ko sikhe or iska laabh le.
isliye aaj me aapko ek aisa tarika bataoonga ki hum Internet se kisi bhi mobail, computer,table se net se free SMS kar sakte hai :)
Step1
Sabse pahle aap browser me type kijiye www.way2sms.com
Step2
Ab aapko " ▶click here to go to way2sms.com" ke button par click karna hai.
Step3
Ab aapko apna nomber register karne ke liye "Register now" ke button par click karna hai.
Step4
1. aapko apna naam dalna hai.
2. aapka nomberdalna hai. par mene image me example ke liye liya hai.
3. aapka E-mail ID dalna hai
4.ab aapko Image me dikh rahe word ko niche dalna hai.(ye is liye jaroori hai kyonki server janna chahta hai ki aap kahi Robot to nahi hai)
5. aapko ab ✅ ke button ko tick karna hai . (agar aapne term and conditions padh li hai to. ye pahle aapko padh lena chaiye)
6. "Register here" ke button par click kare.
Step5
aapke mobail nomber par ek password aaya hoga jaisa ki image me dikhaya gaya hai.usko pahle copy kar le
Step6
1. aapka mobail nomber daliye
2. aapka password jo aapke mobail nomber pe aaya hoga use daliye.
3.ab login ke button par click kariye.
Step7
ab agar aapko apna password badalna nahi hai to aap "skip" ke button par click kar sakte hai. Par me aapko Suggest karoonga ki aap apna Password badl le.ab dekhiye password badalne ke liye kya kare.
1. aapko do bar apna naya password dalna hai.
2. ab " ▶change & continue" ke button par click kar lijiye.
🎊🎉ab aapka account ban chooka hai.ab agar aapko SMS bhejna hai kisi nomber pe to kese kare...
Step8
ab ek nayi window khoolegi jisme
aap kisi ko massage kar sakte hai.
1. aap jise SMS kar rahe hai uska nomber daliye.
2. aapka massage yahan likhe.
3. aap ek massage sirf 140 shabdo me likh sakte hai.aapko stickers add karne hai to bhi aap kar sakte hai. :)
4. aakhir me "send SMS" ke button par click kar lijiye. aapka SMS 100% pohoch jayega.
aapka SMS kuch is tarah se dikhega.
isme kai sare options aate hai.aap isse
send SMS- isse massage bhej sakte hai
sent SMS-aap isse apne send kiye hue massage bhi dekh sakte hai (date,time ke sath)
Contacts- aap is website par contect bhi jod sakte hai
Earn Recharge- aap isse Facebook se jud kar or apne dosto ko iske bare me bata kar paise kama sakte hai,par ye dhyan rahe ki dost is website par aa kar Apne nomber register kare. ( 1 Friend Register = ₹ 1 )
Ab aapne sikh liya hai ki Free me SMS ya message kaise karte hai. Free SMS ek bahoot accha tarika hai kisi se conversation karne ka. Free SMS karne me koi bhi problem ho to hume comment karke bataiye.
Iska ek app bhi aata hai. Ise aapko baar baar site par jane ki koi jaroorat nahi hai. Aap bus apna app kholiye or internet se jitne message ya SMS karna chahte hai kar lijiye. Agar aapko Way2SMS ka app download karna hai to niche diye gaye download button par click karo...
SMS kya hai
SMS wo tarika hai jise hum apne mobail se kisi bhi mobail par massage kar sakte hai. usme local SMS ke liye ₹1 aur national SMS ke liye ₹3 balance me se kat jate hai.isliye aaj me aapko ek aisa tarika bataoonga ki hum Internet se kisi bhi mobail, computer,table se net se free SMS kar sakte hai :)
Free SMS ya message kaise karte hai.
step by step follow karte jaiyeStep1
Sabse pahle aap browser me type kijiye www.way2sms.com
Step2
Ab aapko " ▶click here to go to way2sms.com" ke button par click karna hai.
Step3
Ab aapko apna nomber register karne ke liye "Register now" ke button par click karna hai.
Step4
1. aapko apna naam dalna hai.
2. aapka nomberdalna hai. par mene image me example ke liye liya hai.
3. aapka E-mail ID dalna hai
4.ab aapko Image me dikh rahe word ko niche dalna hai.(ye is liye jaroori hai kyonki server janna chahta hai ki aap kahi Robot to nahi hai)
5. aapko ab ✅ ke button ko tick karna hai . (agar aapne term and conditions padh li hai to. ye pahle aapko padh lena chaiye)
6. "Register here" ke button par click kare.
Step5
aapke mobail nomber par ek password aaya hoga jaisa ki image me dikhaya gaya hai.usko pahle copy kar le
Step6
1. aapka mobail nomber daliye
2. aapka password jo aapke mobail nomber pe aaya hoga use daliye.
3.ab login ke button par click kariye.
Step7
ab agar aapko apna password badalna nahi hai to aap "skip" ke button par click kar sakte hai. Par me aapko Suggest karoonga ki aap apna Password badl le.ab dekhiye password badalne ke liye kya kare.
1. aapko do bar apna naya password dalna hai.
2. ab " ▶change & continue" ke button par click kar lijiye.
🎊🎉ab aapka account ban chooka hai.ab agar aapko SMS bhejna hai kisi nomber pe to kese kare...
Step8
ab ek nayi window khoolegi jisme
aap kisi ko massage kar sakte hai.
1. aap jise SMS kar rahe hai uska nomber daliye.
2. aapka massage yahan likhe.
3. aap ek massage sirf 140 shabdo me likh sakte hai.aapko stickers add karne hai to bhi aap kar sakte hai. :)
4. aakhir me "send SMS" ke button par click kar lijiye. aapka SMS 100% pohoch jayega.
aapka SMS kuch is tarah se dikhega.
isme kai sare options aate hai.aap isse
send SMS- isse massage bhej sakte hai
sent SMS-aap isse apne send kiye hue massage bhi dekh sakte hai (date,time ke sath)
Contacts- aap is website par contect bhi jod sakte hai
Earn Recharge- aap isse Facebook se jud kar or apne dosto ko iske bare me bata kar paise kama sakte hai,par ye dhyan rahe ki dost is website par aa kar Apne nomber register kare. ( 1 Friend Register = ₹ 1 )
Ab aapne sikh liya hai ki Free me SMS ya message kaise karte hai. Free SMS ek bahoot accha tarika hai kisi se conversation karne ka. Free SMS karne me koi bhi problem ho to hume comment karke bataiye.
Iska ek app bhi aata hai. Ise aapko baar baar site par jane ki koi jaroorat nahi hai. Aap bus apna app kholiye or internet se jitne message ya SMS karna chahte hai kar lijiye. Agar aapko Way2SMS ka app download karna hai to niche diye gaye download button par click karo...
Nice article you might have carried out below. My business is truly happy to see that. This is the incredibly helpful matter. keep that you're selected it up.Customer Services & Support
ReplyThanks for that
Reply