YouTube video ko mobail phone se Monetize kese kare
sabse pahle hamne youtube se ghar baithe paise kese kamaye ye post padi thi par usme hamne monetization kese kare iske baare me nahi bataya tha . aaj hum youtube video ko monetize karna sikh lete hai.
monetization computer se hota hai par bahoot kam logo ko ye baat pata hai ki hum YouTube ki site mobail ya tablet chala kar YouTube video monetize kar sakte he. to sikh lete hai ki youtube video ko mobail ya tablate se monetize kese kar sakte hai.
step by step follow karte jaiye
Step1
sabse pahle youtube.com par jaiye.
Step2
phir is Menu ke button par click kar lijiye.
Step3
ab options khoolenge jisme aapko "Desktop" par click karna hai.
Step4
1. ab is menu ke button par click kijiye jaisa ki image me dikhaya gaya hai.
2. ab "My channel" par click kar lijiye.
Step5
aapka channal khool jayega..
ab aapko video manager par click karna hai.
Step6
agar aapko kuch video ko monetize karna hai to ek ek ko tick ✅ kariye par aapko sabhi video ko tick karna hai to aap is button ✅ par click lar dijiye.
Step7
1. "Actions" par click kariye.
2.ab "Monetize" par click kijiye
aapke video ke aage ЁЯТ▓ (monetize) ka nishan aajayega iska matlab hai ki aapka video monetize ho chooka he...
ho sakta hai ki aapke Mobile ya Android me RAM kam ho or is progress me vo thoda atak bhi sakta hai...
agar post acchi lagi to share jaroor kare . or koi pareshani aa rahi ho to niche comment kare...

Amazing post wow wow wow
Replybhai muze sahi trike se vedio monetize krnaa sikha de. mai sikhne ke liye fees bhi dunga. Aap meri help kre. Mera mobile number 9720222018.
Reply