Blogger ya website par Logo kaise lagate hai hindi me janiye. How to add logo on blogger

Hello dosto, aaj me aapko bataoonga ki blog ya website par logo banner kaise lagate hai. Website ka traffic badhane or ek nayi pahcgan banane me Logo humare bahoot kaam aata hai isliye blogger par Logo lagana bahoot jaroori hai. Blog par Logo lagane se hamari site ek brand lagti Hai. Kisi bhi famous Website par aap kabhi gaye honge to aapne dekha hoga eahan site ka logo ya banner laga hota hai. Aapko logo ya banner ko apni website me bhi lagana chahiye isse aapki traffic par bhi asar padhta hai. Aap hamari website ka logo bhi dekh sakte hai. Isse humare traffic me bhi badhawa milta hai. Aaj me aapko yahi batane ja raha hoon ki blog ya website par logo ya banner kaise lagaya jata hai.

Blogger ya website par Logo kaise lagate hai hindi me janiye. How to add logo on blogger

Blog par Logo ya header Kaise Lagaye.

Step1
Sabse pahle aap blogger.com par jaiye or apni website ke naam par click kijiye

Step2
Blogger ya website par Logo kaise lagate hai hindi me janiye. How to add logo on blogger

    #1. Layout par Click kijiye
    #2. Ab header me Edit par click kijiye

Step3
 
Blogger ya website par Logo kaise lagate hai hindi me janiye. How to add logo on blogger

    image1.
        1. Agar aap apne blog ka kuch description likhna chahte hai to likh sakte hai.

       2. Ab choose file par click kare or apne computer ya mobile gallery se logo salect kar lijiye.
       3. Aapko shrink to fit par tick ☑ karna jaroori hai varna aapke blig ka logo bigad jayega.

    image2. Ab image me jaisa diya gaya hai vaisa hi aapka logo upload ho jayega or ab aap Save par click kare

Ab aapke blog par Logo lag jayega.

Blogger ya website par Logo kaise lagate hai hindi me janiye. How to add logo on blogger

      Ye sab process karne ke baad bhi aapke blog par Logo nahi lage to humse contact kare. To ab aapne sikh liya hai ki website ya blog par logo kaise lagate hai. Blog par logo jaroor lagaiye isse aapke traffic me bhi badhawat dikhegi. Hamari dusri post padho or sikhte Raho ЁЯСН

SHARE THIS

Author:

Hello Dosto, Mera naam Ritik Kadole hai. "Hindi Me Tek" meri dusri website hai. Pahli website ke safal hone ke baad ab me is website par aapko Technology se judi har nayi jankari di jayegi. Is jamane me Taza khabre pata hona jaroori ho gaya hai isliye is site par har tek (technology) ki khabar rozana di Ja rahi hai. Asha hai ki humari ye Website bhi safal ho. Dhanywad ЁЯСН...

Previous Post
Next Post
26 May 2016 at 01:13

Blogger ya website par Logo kaise lagate hai hindi me janiye. How to add logo on blogger

Reply
avatar
4 September 2016 at 20:28

mai apne blog par layout par click karta ho par header ka option nhi aa raha hai

Reply
avatar
20 October 2016 at 22:35

sir me digitalindia ka blog banaya ha topic kya kya likhe sakte hai

Reply
avatar
24 November 2016 at 03:40

Brother aap chake karke bataiye ki mere blog par adsense approved ho sakta hai.
WWW.INTERNETKAPOWER.TK

Reply
avatar
25 December 2016 at 04:21

Sar ji comment me aapna image kaise dalte hai

Reply
avatar
25 December 2016 at 04:22

Sar ji comment me apna image kaise dale

Reply
avatar