Hello dosto, aaj me aapko bataoonga ki blog ya website par logo banner kaise lagate hai. Website ka traffic badhane or ek nayi pahcgan banane me Logo humare bahoot kaam aata hai isliye blogger par Logo lagana bahoot jaroori hai. Blog par Logo lagane se hamari site ek brand lagti Hai. Kisi bhi famous Website par aap kabhi gaye honge to aapne dekha hoga eahan site ka logo ya banner laga hota hai. Aapko logo ya banner ko apni website me bhi lagana chahiye isse aapki traffic par bhi asar padhta hai. Aap hamari website ka logo bhi dekh sakte hai. Isse humare traffic me bhi badhawa milta hai. Aaj me aapko yahi batane ja raha hoon ki blog ya website par logo ya banner kaise lagaya jata hai.
Blog par Logo ya header Kaise Lagaye.
Step1Sabse pahle aap blogger.com par jaiye or apni website ke naam par click kijiye
Step2
#1. Layout par Click kijiye
#2. Ab header me Edit par click kijiye
Step3
image1.
1. Agar aap apne blog ka kuch description likhna chahte hai to likh sakte hai.
2. Ab choose file par click kare or apne computer ya mobile gallery se logo salect kar lijiye.
3. Aapko shrink to fit par tick ☑ karna jaroori hai varna aapke blig ka logo bigad jayega.
image2. Ab image me jaisa diya gaya hai vaisa hi aapka logo upload ho jayega or ab aap Save par click kare
Ab aapke blog par Logo lag jayega.
Ye sab process karne ke baad bhi aapke blog par Logo nahi lage to humse contact kare. To ab aapne sikh liya hai ki website ya blog par logo kaise lagate hai. Blog par logo jaroor lagaiye isse aapke traffic me bhi badhawat dikhegi. Hamari dusri post padho or sikhte Raho ЁЯСН
Blogger ya website par Logo kaise lagate hai hindi me janiye. How to add logo on blogger
Replymai apne blog par layout par click karta ho par header ka option nhi aa raha hai
Replysir me digitalindia ka blog banaya ha topic kya kya likhe sakte hai
ReplyBrother aap chake karke bataiye ki mere blog par adsense approved ho sakta hai.
ReplyWWW.INTERNETKAPOWER.TK
Sar ji comment me aapna image kaise dalte hai
ReplySar ji comment me apna image kaise dale
ReplyNice
Reply