( Agar aapne abhi tak website nahi banai hai to yahan click jaan lijiye. )
Aaj me aapko batane ja raha hoon ki Apne Blog par templat kaise upload karte hai iski madad se aap apne blog ko customize kar sakte hai. Customize karne ka matlab hota hai blog ko apni marzi se or professionally design karna taki aapke visitors ko aapki blog acchi lage or vo response kare. Ek accha blogger templete upload karne se visitors aapki blog par dubara aana chahenge. Templates vo design hote hai jo designer dwara banaye jate hai. Jise aap apni blog par un templetes ko upload karke blog ko Responsive kar sakte hai. Kuch websites hai jin par bahoot saare templates hai or unko Download karke apni blog par apply kar sakte hai.
Agar aapko design karna nahi aata to aap Templates Download kar sakte hai or unhe apne blog par un templetes ko upload kar sakte hai. Bahoot saari sites hai jo templates free me distribute karte hai. Download karne ke baad unhe apply karne ke liye Upload karna padhta hai. Vohi tarika me aaj aapko bataoonga ki kaise aap apni blog par templates ko upload karke unhe customize kar sakte hai or accha bana sakte hai. Agar aapne ek accha sa template choon kar use upload kar diya to aapko apni blog acchi lagne lagegi or aapka intrest blogging me or badh jayega..
Aapko koi accha sa template choonna hoga jo fast load ho saare features ho. Kuch bhi apply kar sake, Mobail frendly ho or bhi bahoot kuch abhi to mene aapko main points bataye hai template choonne je liye.
To jyada der na karte hue me aapko iska tarika batata ho. Steb by Step follow kijiye...
To jyada der na karte hue me aapko iska tarika batata ho. Steb by Step follow kijiye...
Step #1 -
Sabse pahle aap blogger par jakar "Dashboard" me chale jaiye.
Step #2 -
1. "Templates" par click kijiye.
2. "Backup/Restore" par click kijiye.
2. "Backup/Restore" par click kijiye.
Ye bhi padhe -
► Favicon kya hai? Or blog par kaise lagaye...► Blog ka Header/Nanbar kya hai or kaise lagaye...► janiye 5 bate jo ek Blogger ko kabhi nahi bloolni chahiye...
Step #3 -
1. " Choose file " par click kijiye. Apne computer se file choon kar templete upload kar dijiye. ( agar aap janna chahte hai ki mobail se kaise upload karte hai to comment karke bataiye )
2. Ab " Upload " par click kijiye.
2. Ab " Upload " par click kijiye.
Ab aapka Blogger templete upload ho chuka hoga or apni blog open karke dekh lijiye aapke blog ka design badal cooka hoga. Agar usme kuch aise Weight hai jo aap nahi chahte to aap unhe remove kar dijiye. Aage me aapko kai aise tarike bataoonga ku aap computer se hi nahi mobail se hi apni blog par poora control rakh payenge or uske coad bhi edit kar payenge. To lage rahiye dosto..
Keep learning with Sikhte raho
Blog par template kaise upload kare. How to upload template on Blog.
ReplyBhot hi badiya jankari dost aapke is
Replyaarticle se new blogger ko kafi help Milegi
Bhot hi badiya jankari share kita hai aapne is aarticle se new blogger ko kafi help Milegi
Replybro!! Mobile she blogspot par logo kaise upload karate hai
Replyhello sir mera name mithun kumar hai mai BCA ki study kr rha hun
Replymai ek site banwana chahta hun jisse main earnin kr sakue......kya aap meri help karenge...
Thanks. ..
ReplySir mobail se template kese aplode krte h
Reply