Blog Template ka backup kaise lete hai or Blogger template ka backup lena kitna jaroori hai. Hindi me janiye.

Aaj hum blogger template ka backup lena sikhenge or janenge ki Blog templete ka backup lena kitna jaroori hai. Hum apne template or Blog ki design sabse acchi karne ki koshish karte hai uske liye hame coad ko edit bhi karna padhta hai par coad ko edit karne me bahoot risk hai kyonki agar coad jara sa bhi galat hua to aapke blog ki design poori kharab ho sakti hai. Isse to accha hai ki hum apne blog templete ka Backup taiyaar kar le jisse hum nuksaan se bach sake. Blogger templete ka backup lena bahoot hai. Aaj me aapko bataoonga ki blog template ka backup kaise le.

Blog Template ka backup kaise lete hai or Blogger template ka backup lena kitna jaroori hai. Hindi me janiye.


                       Aage me aapko coad ko edit karne ki bahoot saari Triks bataoonga jisse aap apne blog ki design acchi kar sakte hai. Aapko ise dhyaan se karna hoga aap try karoge to sikh jaoge. Sabse pahle hum jaan lete hai ki Blog ke template ka Backup kaise lete hai.
                Isko thoda or acche se batane ke liye Step by step follow kijiye.

Step #1 -

sabse pahle aap Blogger ke dashboard me chale jaiye.

Step #2 -
Blog Template ka backup kaise lete hai or Blogger template ka backup lena kitna jaroori hai. Hindi me janiye.

             1. "Templatepar click kijiye.
             2. Ab "Backup/Restore" pat click kijiye.

Step #3 -

Ab aap " Download full template " par click kijiye.
              Download karne ke baad aapka poora template download ho jayega matlab aapke blogger templete ka backup taiyaar ho jayega. Iske baad aap coad me changes kar sakte hai agar aapse koi galti hui to aap Download kiye hue template ko wapas se upload kar dijiye isse vo pahle jaisa ho jayega. Agar Aap template upload karne ke baare me jananaa chahte hai to yahan click kare.

         Aage me aapko template coad ko edit karne ki jaankari dunga jisse aap apne blog ki design acchi kar sakte hai.

            Dosto hamare saath jude rahiye or Blogging ki nayi-nayi trick sikhte rahiye.


SHARE THIS

Author:

Hello Dosto, Mera naam Ritik Kadole hai. "Hindi Me Tek" meri dusri website hai. Pahli website ke safal hone ke baad ab me is website par aapko Technology se judi har nayi jankari di jayegi. Is jamane me Taza khabre pata hona jaroori ho gaya hai isliye is site par har tek (technology) ki khabar rozana di Ja rahi hai. Asha hai ki humari ye Website bhi safal ho. Dhanywad ЁЯСН...

Previous Post
Next Post
5 April 2017 at 01:29

bhai me wordpress thems ka backup kaise lu. please help us

Reply
avatar