mene usme facebook chalana sikha or kai saari java ke software ki sites bhi dekhi thi. sabse pahle mene ek site kholi thi jiska naam tha phoneky.com jisme kai java ke game bhi the. Is baat ko hum aage poora karenge.
Abhi to me aapko aisi tips dene wala hoo jisse aapka mobail surakshit rahega... vaise mene analysis kiya hai ki ki 75% visitors ke paas mobails hote hai aapke paas bhi hoga. To aate hai ab mudde ki baat par chaliye tips ko shuru karte hai.
Tip #1
Apne mobail ko jyada garmi ya dhoop me na rakhe isse uska battery backup kharab ho sakta hai. Is liye aap use jyada garmi me na rakhe.

Tip #2
Mobail phone ko jyada thandi me ya nami me na rakhe. Atmosphere ki nami ke karan aapke mobail kharab ho sakta hai.

Tip #3
Aap apne Phone me Data connection ON karke na soye kyonki hackers raat ka phayda jyada uthate hai or aapke phone me anchahe software ya apps download kar sakte hai jisse aapko financial problem aa sakti hai or aapki personal jaankari bhi chori ho sakti hai.

Tip #4
Anjane apps ka Background data band kare kyonki background me hoti process ke karan ek to aapke data ki khapat badhti hai or doosra aapke phone me viruses auto download ho sakte hai.
background data band kaise kare iske baare me mene aapko pahle hi bataya tha agar aapne nahi padha hai to aap yahan click karke padh sakte hai.

Tip #5
Anjan website se kuch bhi download na kare kabhi bhi.... me to aapko yahi salah dunga.
Certified sites jaise play store se hi kuch bhi download kare.

My Personal sharing - Me aapko mera hi ek example deta hoo mene ek website se file download ki thi usse mere phone me notifications dikhna hi band ho gaye thi, mera phone hang hone laga tha, kuch bhi download nahi kar sakta tha, or Anchahi chije auto install ho jati thi, mera phone phaltu ki chijo me data use karta tha. Isliye dhyaaan rakhiye....isi baat par ek line yaad aai...
जो गलती करता है वो ही कोशिश करता है...
जिसने कभी गलतियां नहीं की उसने कुछ भी नया करने की कोशिश नहीं की...
Tip #6
Phone ko jyada dhool ne na rahe isse kabhi kabhi ye ho jata hai ki aapka phone charge nahi hota or earphones lagane me bhi dikkat aati hai.dhire dhire aapke phone me dust hone se dikkat aa sakti hai. Isliye samay samay par uske speaker me se dust ko saaf karte rahe.

Tip #7
Charging ko poora hone par hone par hi ya usse thoda pahle nikale agar aap baar baar use nikalenge or lagayenge to uske plugs kharab ho sakte hai.

Tip #8
Mobail ko charge hote samay game na khele ya koi or kaam na kare. Isse uska radiation badh jata hai. Kai saalo pahle iski ek ghatna saamne aai thi jisme mobail ne bomb ka kaam kiya tha jiska shikaar ke 8 saal ka baccha hua tha. Is baat ka khaas dhyaan de.

Tip #9
Mobail ko baar baar khole na isse uske lockers toot sakte hai.

Tip #10
Mobail phone par acchi quality ka glass ya Screen guard lagaye jisse us par screch nahi aaye . Aap us par flip cover ya backcover bhi laga sakte hai. Ya aap lamination bhi kar sakte hai.

Tip #11
Phone me ek accha antivirus install kare. Taki kuch galat hone par vo use rok sake.

Tip #12
Apne mobail ko anjaan vyakti ko na de. Kyonki aajkal log aapke mobail me se aapke wi-fi ka password bhi dekh kete hai ye ek nayi trick hai jo abhi abhi aai hai agar aap iske baare me jaanna chahte hai to comment kare.

Ye bhi padhe -
► Data kaise bachaye? Background data ko disallow karke Android mobail me....► Gane par photo kaise lagaye...► Android mobail me G-mail account kaise jode...
Tip #13
Bahoot se browsers password save karne ko poochte hai kisi bhi browser me apna password save na kare. Is baat ka khass dhayaan rahe dosto. or apna password kahi likhe bhi nahi.

Tip #14
Ho sake to apne mobail ko uske hi Charger se charge kare kyonki usme volts fix rahta hai or mobail ke hisaab se hi rahta hai.

Tip #15
Jyada badi sizes ki files ko install nahi kare. Aapke mobail ki compatibility ke hissab se hi install kare.

Dosto aapko ye jankari kaisi lagi hame comment karke jaroor batayen. Is jaankari ko apne dosto se bhi share kare taki vo bhi iska phayda utha sake. aap niche diye share button dwara bhi share kar sakte hai. Hame follow karte rahiye or Sikhte raho.
Dhanywad...
Ye bhi padhe-
▶Facebook ka Username kaise set kare...
▶Gaane par photo kaise apply kare...
▶Free SMS kaise kare...
Dhanywad...
Ye bhi padhe-
▶Facebook ka Username kaise set kare...
▶Gaane par photo kaise apply kare...
▶Free SMS kaise kare...
http://loudytech.com/
Reply